Protection Duas

Nazar Ki Dua in Quran – Buri Nazar Se Bachne Ki Dua

Dosto, “Nazar” ek aisi paristhiti hai jo kisi vyakti ko prabhavit kar sakti hai, Khaskar bacchon ke sath ye adhik pramukh hoti hai kyunki bacche atyant pyaare hote hain. Nazar kisi ki saadgi aur khoobsurti ko nuksan pahuncha sakti hai. Nazar ke asar ko kam karne aur buri nazar se bachne ke liye, Nazar Ki Dua ek aadarsh uppay sabit ho sakti hai. Is article me ham nazar ki dua, nazar utarne ki dua, Nazar se bachne ki dua par hi charcha karenge.

Sabse Phele kisi bacche ko dekhte hi humein ye sunishchit karna chahiye ki bacche ko dekhte hi hum “Mashallah” jarur Kahein, kyunki yeh arya us bacche ko kisi buri nazar se bachata hai. Isse wo baccha Allah ki rehmat se surakshit rehta hai. Nazar ki dua bahut hi khaas dua hai jisse evil shaktiyan apne kaabu me rehti hai.

Nazre Bad Ki Dua

Nazre bad ki dua ek vishesh dua hai jo buri nazar se bachav ke liye padhi jaati hai. Yeh ek Paak Dua hai jiska prayog acchi bhavnao ko badhava dene aur nuksaan pahunchane wali nazro se bachav ke liye kiya jaata hai. Nazar ki dua ko apna kaam karne me thoda waqt lag sakta hai par ye jab kaam karti hai to saari buri shaktiyo ka naash kar deti hai.

Jab hamare chaaro or khushiya aur safalta hoti hai to buri nazar aur badh jaati hai, to nazar ki dua ya nazre bad ki dua ka prayog khaas roop se bahut hi jaruri hota hai. Yeh nazar ki dua nakaratmak urjaon ko door karke sakaratman urjaon ko protsahit karne me madad karti hai.

Buri Nazar Se Bachne ki Dua

Nazar-e-bad ka ilaj karna behad zaroori hai nahi toh ye aapki jaan tak le sakta hai. Islam mein buri nazar ke asar ke bare mein tafseel se bataya gaya hai.Isliye ye behad zaroori hai ki jab bhi aap kisi cheez ki tareef kare to Masha Allah zaroor kahe. Jab aap Allah Talah ko har cheez mein shamil kar lenge toh Shaitan waha kabhi dakhil nahi ho payega. Agar aap ka koi kareebi buri nazar ka shikar ho gaya hai toh aap buri nazar ki dua in Quran Shareef ka sahara le aur is pareshani se nijat hasil kare.

Buri Nazar Ki Dua In QuranBuri nazar ka shikar bache zayda hote hai. Nazar ki dua hi baccho ko bachane ka kaam karti hai. Kayi martaba log aapke bache ki achi tabiyat se bhi tareef karte hai tab bhi bacho ko nazar lag jati hai. Agar aapko lagta hai ki aapke bache ko kisi ki nazar lag gayi hai toh aap buri nazar ki dua in Quran turant parhe. Insha Allah, kuch waqt mein aapke bache ko zaroor aram milega.

Buri nazar ki wajah se aksar bache dudh peena chor dete hai ya phir tez bukhar mein padh jate hai. Agar aapka bacha bahot ro raha hai ya phir aur koi marz nahi samajh aa raha hai toh use shartiya nazar lag gayi hai. Use turant hi bithakar nazar ki dua padhein aur dekhein kis tareeke se wo chup hota hai.

Nazar Ki Dua

Agar aap apne bache ko kisi bhi tarah ki buri nazar se bachana chahte hai to Aap jald se jald nazar na lagne ki dua ke bare mein pata kare aur apne bache par parhe. Buri nazar sirf bacho ko nahi bade logo ko bhi lag sakti hai. Ye aapke ache khase chalte huye karobar ko tabah kar sakti hai.

Agar aapko lagta hai ki aapke karobar ko kisi ki nazar lag gayi hai toh aap buri nazar se bachne ki dua parhe aur apne kaam karne ki jagah par dum kare. Insha Allah bahot jald aapko iska asar dikhega aur aapke kaam ke halaat sudhar jayenge.

Nazar Na Lagne Ki DuaJisko bhi nazar lagi ho, uski nazar utarna bahot zaroori hai. Isliye aap buri nazar utarne ki dua ke bare mein jaan le aur isko istemal kare. Jab tak aap unki nazar nahi utarenge, wo thik nahi honge.

Aap kisi bhi buri nazar se bachna chahte hai to Molvi Sahab se rabta kare. Wo aapko iska poora tarika sahi se bata denge. Insha Allah, bahot jald us shaks ko aaram hoga. Koi bhi Shakhs jo jindagi me tarakki hasil karna chahta hai use buri nazar ka ilm hona jaruri hai aur nazar se bachne ki dua ka malumat hona chahiye.

Nazar Utarne Ki Dua In Quran

Nazar ki dua in Quran aapke liye niche di gayi hai:

Wa Iii Yakadul Lazeena Kafaru La Yuz Le Kunaka Bi Absari Him Lamma Sami’ooz Zikra Wa
Yakoloona Innahu La Majnoon Wama Huwa Illa Zikrul Lil Alimeen

  • Jis kisi ko bhi nazar lagi ho, is upar dia gai nazar ki dua ko 13 martaba padhna jaruri hai.
  • Is dua ko padhne ke baad us shaks par aap dum kar sakte hain.
  • Insha Allah, usko apne kiye hue ki saza turant hi mil jaegi.
  • Agar nazar bad ki dua 15 roz karne ke baad bhi aapko koi parinaam naa mile toh aap humare molvi sahab  Wahid Ali Khan Ji se iske mutalik baat kare.

Yaad rahe ki dua padhte waqt aapke dil mein aqeeda hona chahiye warna dua fayda nahi karegi. Aap chahe toh nazar se bachne ke liye taweez bhi pehen sakte hai. Ye taweez aap humare molvi sahab ke zariye bhi banwa sakte hai. Insha Allah, aapki hifazat Allah ka kalam karega aur aap har tarah ki buri nazar se bache rahenge.

Frequently Asked Questions

Nazar ki dua kis roop se buri nazar se bachav ke liye sahayak ho sakti hai?

Nazar ki dua ek aadarsh upaay hoti hai buri nazar se bachav ke liye. Ye dua apni power se suraksha pradan karti hai jo buri nazro ko apse door leja sakti hai. Yeh apke aaspaas ke mahual ko positive urja se bharkar apka dhyan rakhti hai. Nazar ki dua ka prayog vyaktigat roop se bhi kiya jaa skata hai, taaki apke pariwar ke sadasya buri nazar se surakshit reh sake.
Kya aap mujhe nazar ki dua ka sahi tareeka bata sakte hain?
Ji Haan, Nazar ki dua ka Sahi Tareeka neeche dia gaya hai-
नज़र की दुआ:
بِسْمِ اللهِ الَّذِيْ لَا يَضُرُّ مَعَ اسْمِهِ شَيْءٌ فِيْ الْاَرْضِ وَلَا فِيْ السَّمَآءِ وَهُوَ السَّمِيْعُ الْعَلِيْمُ
Hindi Meaning – “Us Allah ke naam se, jiska naam Zameen par bhi, Aasman me bhi kisi cheej ko nuksan nahin pahunchata , wahi sab kuch sunne wala aur janne wala hai”
yeh Nazar ki dua buri nazar se bachav ke liye prayog ki jaati hai. Aap ise jitni baar chahen, jab bhi jarurt ho, padh sakte hain.

Nazar Kyu Lagti hai?

Nazar lagne ka ek hi kaaran hota hai Jalan, jo apse irshya karte hain wo hi apko nazar lagate hain. Jo log apki tarakki par khush hone ka dikhava karte hain wo hi nazar lagate hain.

Some Other Useful Articles –

Dua To Bring Husband And Wife Closer

Wazifa For Husband Love And Respect

Our Score
Click to rate this post!
[Total: 0 Average: 0]

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *